Maajra Lyrics – Mitraz

Maajra

Maajra Lyrics

Oo lala lala lala
Oo lala lala lala

Nazar mein tere kaise
Rakhe hain raaz hazaaron mein
Khabar hai teri phoolon mein
Taaron mein nazaaron mein

Kya hai maajra tere mukhde da
Hoya shor jani har galiyon mein
Dekh toh zara kya hai dil mera
Kho gaya kahin in akhiyon mein

Oo lala lala lala
Oo lala lala lala

Hoke majboor teri aankhon ke
Palkon se door main chala
Bhoola tera noor zara mudke
Toh dekho huzoor main chala

Kya hai maajra tere mukhde da
Hoya shor jani har galiyon mein
Dekh toh zara kya hai dil mera
Kho gaya kahin in akhiyon mein

Oo lala lala lala
Oo lala lala lala

Nazar mein tere kaise
Rakhe hain raaz hazaaron mein
Khabar hai teri phoolon mein
Taaron mein nazaaron mein.

Leave a Comment