राम सेतु Ram Setu Lyrics – Narci & Pujya Rajan Ji Maharaj

Ram Setu Lyrics In Hindi/English, Sung By Narci & Pujya Rajan Ji Maharaj. The Song Is Written By Narci And Music Composed By Narci. Hindi Rap Song.


Ram Setu Song Details

📌 Song TitleRam Setu
🎤 SingerNarci & Pujya Rajan Ji Maharaj
✍️ LyricsNarci
🎼 MusicNarci
🏷️ Music LabelNarci

Ram Setu Lyrics

Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se Pehle
Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se

Main Dar Dar Bhatak Raha Tha Teri Banadgi Se Pehle
Main Dar Dar Bhatak Raha Tha Teri Banadgi Se Pehle

Prabhu Tumse Kuch Bhi Na Chupa Hai
Hoti Tumse Hi Subah Hai
Kab Se Duniya Se Hoon Toota
Mujhe Tumne Hi Suna Hai

Mujhe Tumne Hi Dekha Hai
Mujhko Tumne Hi Padha Hai
Sach Bolun To Duniya Saari Gair
Mere Laakhon Se Hai Vair

Rakhe Paapon Pe Hai Pair
Paapi Tere Main Bagair
Karta Aanshuon Pe Sair
Meri Maange Na Koi Khair
Duniya Lagti Ye Zehar

Sabse Toota Hoon Na Kisi Pe Bharosa Hai
Ummedon Ke Nakhuno Ne Is Dil Bhi Khaorcha Hai
Fande Mein Saajishon Ke Hai Apnon Ne Dabocha
Siva Tere Prabhu Maine Kisi Ka Na Socha Hai

Tere Liye Praani Main, Auron Ka Khilona Hoon
Main Tere Aage Sifar Hoon, Main Tere Aage Bauna Hoon
Ye Log Soche Main To Jeeta Zindagi Vilaas Ki
Dard Bade Bhaari Prabu Main Bhi Chaahta Rona Hoon

Tera Naam Leke Aage Mera Kaam Dedun
Doobe Kaam Nahi Jo Main Tera Naam Le Loon
Dil Pe Likha Ram To Main Kyun Hi Darun Doobne Se?
Dil Ko Dil Se Jode, Gaane Bane Ram Setu

Main Kuch Bhi To Nahi Tha
Meri Kuch Nahi Thi Hasti
Main Yun Bhatak Raha Tha Toofan Mein Ho Kashti

Main Bhuja Hua Diya Tha Haan
Main Bhuja Hua Diya Tha Kab ?
Teri Banagi Se Pehle

Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se Pehle
Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se Pehle

Mujhe Kaun Poochta Tha?
Mujhe Kaun Poochta Tha?
Mujhe Kaun Poochta Tha?
Mujhe Kaun Poochta Tha?

Raas Aata Samay Na Ye, Treta Mein Le Jaao Ram
Sar Pe Rakh Dhool Teri Tum Mein Hi Kho Jaaun Ram
Kewat Hi Bana Lo, Kuch Bhi Na Main Maangu Aur
Pairon Ko Main Dho Ke Tere Chain Saccha Paun Ram

Tum Hi Mere Sage Duniya Shuru Se Anjaan Thi
Saare Sukh Gair Mujhe Teri Hi Pehchaan Thi
Dil Bhaari Ye Karta Parbhu Choti Si Guzaarish
Har Lo Mere Kashton Ko Ya Le Lo Meri Pran Hi

Leela Mein Teri Zara Sandeh
Kare Sandeh Jo Unhi Bhi De
Teri Kripa Ki Haan Chhaaya Badi
Rakha Hai Tune Na Kisi Se Bhed

Likhe Hai Haathon Ne Tere Hi Lekh
Dooba Hoon Tere Mein Kaise Main Dekh

Karo Alag Mujhe Paapon Se Tum, Mujhe Bula Lo Tum Abhi Saket
Tera Dhaam Prabhu Wohi Saccha Sthaan Prabhu
Maan Prabhu Meri Yaachika Ko Maan Prabhu
Le Jaa Door Kahin Jhooti Is Bheed Se

Aasha Ki Ye Dori Ko Tu Fir Se Meri Bandh Prabhu
Tera Naam Leke Aage Mera Kaam Dedun
Doobe Kaam Nahi Jo Main Tera Naam Le Loon
Dil Pe Likha Ram To Main Kyun Hi Darun Doobne Se?
Dil Ko Dil Se Jode, Gaane Bane Ram Setu

Meri Badh Gayi Hai Keemat, Tune Bhar Diye Hai Moti
Meri Badh Gayi Hai Keemat, Tune Bhar Diye Hai Moti
Main Bhuja Hua Diya Tha Haan, Main Bhuja Hua Diya Tha Kab?
Teri Banagi Se Pehle

Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se Pehle
Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se Pehle

Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se Pehle
Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se Pehle
Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se Pehle
Mujhe Kaun Poochta Tha Teri Bandagi Se Pehle

Tera Naam Leke Aage Mera Kaam Dedun
Doobe Kaam Nahi Jo Main Tera Naam Le Loon
Dil Pe Likha Ram To Main Kyun Hi Darun Doobne Se?
Dil Ko Dil Se Jode, Gaane Bane Ram Setu

Tera Naam Leke Aage Mera Kaam Dedun
Doobe Kaam Nahi Jo Main Tera Naam Le Loon
Dil Pe Likha Ram To Main Kyun Hi Darun Doobne Se?
Dil Ko Dil Se Jode, Gaane Bane Ram Setu.

Pawansut Lyrics

Pata Nahi Kis Roop Me Aakar Narayan Mil Jayega Lyrics


Ram Setu Song FAQS:-

Q1. Who Is The Singer Of “Ram Setu” ?.

Ans: Ram Setu Song Is Sung By “Pujya Rajan Ji Maharaj & Narci”.

Q2. Who Wrote The Lyrics Of “Ram Setu” ?.

Ans: Ram Setu Lyrics Written By “Narci”.

Q3. Who Composed The Music Of The Song “Ram Setu“ ?

Ans: Ram Setu Song Music By “Narci”.


We Hope This Article From “Ram Setu Lyrics In Hindi/English” +Video Must Have Been Well-liked. What Do You Think About The Song Of “Ram Setu Song”, You Must Tell Us By Commenting.

Visit AllHindiLyric.com For All Types Of Songs And Bhajans Lyrics + Videos.

Leave a Comment