Meri Laaj Rakhna Lyrics, Meri Laaj Rakhna Is A Latest Shyam Bhajan/Devotional Song. Sung By Sanjay Mittal JI And Shri Shyam Always Keeps His Blessings On His Devotees.
मेरी लाज रखना लिरिक्स
मेरी लाज रखना,
तेरे द्वारे आया मैं बाबा,
तेरी शरण में आया मैं बाबा,
मैरी लाज रखना मेरी लाज रखना ।।
तू है दाता और मैं हूँ भिखारी,
कैसे निभेगी अपनी यारी,
बनके भिखारी आया मैं बाबा,
झोली भरना, मैरी लाज रखना,
तेरे द्वारे आया मैं बाबा,
तेरी शरण में आया मैं बाबा,
मैरी लाज रखना मेरी लाज रखना ।।
अपने दर पे देना ठिकाना,
बुरे करम से मुझे बचाना,
बनके सवाली आया मैं बाबा,
मैरी लाज रखना, मैरी लाज रखना,
तेरे द्वारे आया मैं बाबा,
तेरी शरण में आया मैं बाबा,
मैरी लाज रखना मेरी लाज रखना ।।
हाथ जोड़कर तुम्हे मनाऊं,
आँख के आंसू भेंट चढ़ाऊँ,
बनवारी इन्हे मोती समझ,
स्वीकार करना, मैरी लाज रखना,
तेरे द्वारे आया मैं बाबा,
तेरी शरण में आया मैं बाबा,
मेरी लाज रखना मेरी लाज रखना ।।
मेरी लाज रखना,
तेरे द्वारे आया मैं बाबा,
तेरी शरण में आया मैं बाबा,
मैरी लाज रखना मेरी लाज रखना ।।
Meri Laaj Rakhna Lyrics
Meri Laaj Rakhna
Tere Dware Aaya Me Baba
Teri Sharan Me Aaya Me Baba
Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna
Tu Hai Data Aur Me Hu Bikhari
Kaise Nibhegi Apni Yaari
Banke Bikhari Aaya Me Baba
Jholi Bharna Meri Laaj Rakhna
Tere Dware Aaya Me Baba
Teri Sharan Me Aaya Me Baba
Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna
Apne Dar Pe Dena Thikana
Bure Karam Se Mujhe Bachana
Banke Sawali Aaya Me Baba
Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna
Tere Dware Aaya Me Baba
Teri Sharan Me Aaya Me Baba
Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna
Haath Jodkar Tumhe Manau
Aankh Ke Aansu Bhent Chadhau
Banwari Inhe Moti Samajh
Swikaar Karna, Meri Laaj Rakhna
Tere Dware Aaya Me Baba
Teri Sharan Me Aaya Me Baba
Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna
Meri Laaj Rakhna
Tere Dware Aaya Me Baba
Teri Sharan Me Aaya Me Baba
Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna
Meri Laaj Rakhna Lyrics
We Hope This Article From “Meri Laaj Rakhna Lyrics” +Video Must Have Been Well-liked. What Do You Think About The Song Of “Meri Laaj Rakhna Lyrics”, You Must Tell Us By Commenting.
Visit AllHindiLyric.com For All Types Of Songs And Bhajans Lyrics + Videos.