Ghalat Fehmi Lyrics In Hindi/English, Sung By Asim Azhar & Zenab Fatimah Sultan. The Song Is Written By Shakeel Sohail And Music Composed By Azaan Sami Khan & Saad Sultan.
Ghalat Fehmi Song Details
📌 Song Title | Ghalat Fehmi |
🎤 Singer | Asim Azhar & Zenab Fatimah Sultan |
✍️ Lyrics | Shakeel Sohail |
🎼 Music | Azaan Sami Khan & Saad Sultan |
🏷️ Music Label | HUM TV |
Ghalat Fehmi Lyrics In Hindi
जाये कहाँ है वफ़ा यहाँ राहेगां
साहिबां जो लगा था कभी
वो फरेब-ए-नज़र आसमां
अब शराफत नहीं ये रिवायत नहीं बाकी
हो किसी की कदर ऐसी आदत नहीं बाकी
ऐसा नहीं कहीं कोई है
ग़लत फेहमी जो बनी है
खोया नहीं अपनापन
एहसास की राह चुनी है
तरस्ती हैं निगाहें मेरी
तकती हैं राहें तेरी
सुन कभी आहें मेरी
ये कैसे मैं बताऊं
तुझे सोती नहीं आंखें मेरी
कटती नहीं रातें मेरी
की ख्वाइशें पे खाबों की बारिशें
आजाबों की कहां कहीं गई
धूप मेरे हिस्से के सवाबों की
की दर्द भरे नालों पे
कर करम सवालों के
क्यूं सीतम है तेरा तेरे चाहने वालों पे
तरस्ती हैं निगाहें मेरी
तकती हैं राहें तेरी
सुन कभी आहें मेरी
ये कैसे मैं बताऊं
तुझे सोती नहीं आंखें मेरी
कटती नहीं रातें मेरी
ढल नहीं जाते
पल नहीं जाते
डूबती हैं सांसें
दिल ऐसे भर जाते
जाते हुए लम्हों को
पास बुलाता है
थोड़ी सी भी दूरी दिल
सेह नहीं पाता है
सब है दिखावे
झूठे बेहलावे
एक ही कदम लाये
100-100 पछतावे
बेखब्बर था जरा
पर न था बेवफा यार
सच था या गलात फहमी
पर खाब नहीं जुड़ पाते
दुख देते, जान लेते हैं
तरस जरा नहीं खाते
सच था या गलात फहमी
पर खाब नहीं जुड़ पाते
दुख देते, जान लेते हैं
तरस जरा नहीं खाते
तरस्ती हैं निगाहें मेरी
तकती हैं राहें तेरी
सुन कभी आहें मेरी
ये कैसे मैं बताऊं
तुझे सोती नहीं आंखें मेरी
कटती नहीं रातें मेरी
की ख्वाइशें पे खाबों की बारिशें
आजाबों की कहां कहीं गई
धूप मेरे हिस्से के सवाबों की
की दर्द भरे नालों पे
कर करम सवालों के
क्यूं सीतम है तेरा तेरे चाहने वालों पे
ऐसा नहीं कहीं कोई है
ग़लत फेहमी जो बनी है
खोया नहीं अपनापन
एहसास की राह चुनी है
ऐसा नहीं कहीं कोई है
ग़लत फेहमी जो बनी है
खोया नहीं अपनापन
एहसास की राह चुनी है
ऐसा नहीं कहीं कोई है
ग़लत फेहमी जो बनी है
खोया नहीं अपनापन
एहसास की राह चुनी है
ऐसा नहीं कहीं कोई है
ग़लत फेहमी जो बनी है
Asim Azhar Songs
Ghalat Fehmi Lyrics In English
Jaaye Kahaan Hai Wafa Yahaan Raahegaan
Saahiban Jo Laga Tha Kabhi
Woh Fareb-e-nazar Aasmaan
Ab Sharafat Nahi Ye Rivayat Nahi Baaqi
Ho Kisi Ki Kadar Aisi Aadat Nahi Baaqi
Aisa Nahi Kahin Koi Hai
Ghalat Fehmi Jo Bani Hai
Khoya Nahi Apnaapan
Ehsaas Ki Raah Chuni Hai
Tarasti Hain Nigaahein Meri
Takti Hain Raahein Teri
Sunn Kabhi Aahein Meri
Yeh Kaise Main Bataaun
Tujhe Soti Nahin Aankhein Meri
Kat’ti Nahin Raatein Meri
Ki Khawaaishein Pe Khabon Ki Barishein
Azaabon Ki Kahaan Kahin Gayi
Dhoop Mere Hisse Ke Sawabon Ki
Ki Dard Bhare Naalon Pe
Kar Karam Sawalon Ke
Kyun Sitam Hai Tera Tere Chaahne Walon Pe
Tarasti Hain Nigaahein Meri
Takti Hain Raahein Teri
Chaahiye Panaah Teri
Yeh Kaise Main Bataaun
Tujhe Soti Nahin Aankhein Meri
Kat’ti Nahin Raatein Meri
Dhal Nahi Jaate
Pal Nahi Jaate
Doobti Hain Saansein
Dil Aise Bhar Jaate
Jaate Huve Lamhon Ko
Paas Bulaata Hai
Thodi Si Bhi Doori Dil
Seh Nahi Paata Hai
Sab Hai Dikhawe
Jhoothe Behlaave
Ek Hi Kadam Laaye
100-100 Pachhtaave
Bekhabbar Tha Zara
Par Na Tha Bewafa Yaara
Sach Thha Ya Ghalat Fehmi
Par Khaab Nahi Jud Paate
Dukh Dete, Jaan Lete Hain
Taras Zara Nahi Khaate
Sach Thha Ya Ghalat Fehmi
Par Khaab Nahi Jud Paate
Dukh Dete, Jaan Lete Hain
Taras Zara Nahi Khaate
Tarasti Hain Nigaahein Meri
Takti Hain Raahein Teri
Chaahiye Panaah Teri
Yeh Kaise Main Bataaun
Tujhe Soti Nahin Aankhein Meri
Kat’ti Nahin Raatein Meri
Ki Khawaaishein Pe Khabon Ki Barishein
Azaabon Ki Kahaan Kahin Gayi
Dhoop Mere Hisse Ke Sawabon Ki
Ki Dard Bhare Naalon Pe
Kar Karam Sawalon Ke
Kyun Sitam Hai Tera Tere Chaahne Walon Pe
Aisa Nahi Kahin Koi Hai
Ghalat Fehmi Jo Bani Hai
Khoya Nahi Apnaapan
Ehsaas Ki Raah Chuni Hai
Aisa Nahi Kahin Koi Hai
Ghalat Fehmi Jo Bani Hai
Khoya Nahi Apnaapan
Ehsaas Ki Raah Chuni Hai
Aisa Nahi Kahin Koi Hai
Ghalat Fehmi Jo Bani Hai
Khoya Nahi Apnaapan
Ehsaas Ki Raah Chuni Hai
Aisa Nahi Kahin Koi Hai
Ghalat Fehmi Jo Bani Hai.
Ghalat Fehmi Song FAQS:-
Q1. Who Is The Singer Of “Ghalat Fehmi” ?.
Ans: Ghalat Fehmi Song Is Sung By “Asim Azhar & Zenab Fatimah Sultan”.
Q2. Who Wrote The Lyrics Of “Ghalat Fehmi” ?.
Ans: Ghalat Fehmi Song Lyrics Written By “Shakeel Sohail”.
Q3. Who Composed The Music Of The Song “Ghalat Fehmi“ ?
Ans: Ghalat Fehmi Song Music By “Azaan Sami Khan & Saad Sultan”.
We Hope This Article From “Ghalat Fehmi Lyrics In Hindi/English” +Video Must Have Been Well-liked. What Do You Think About The Song Of “Ghalat Fehmi Song”, You Must Tell Us By Commenting.
Visit AllHindiLyric.com For All Types Of Songs And Bhajans Lyrics + Videos.