Kadar Na Jaane Lyrics – Ipsitaa & Surabhi

Kadar Na Jaane Lyrics In Hindi/English, Sung By Ipsitaa & Surabhi. The Song Is Written By Surabhi Dashputra And the Music is Composed By Arjuna Harjai.

Kadar Na Jaane

Kadar Na Jaane Lyrics

Karega pyaar ki woh baatein
banega woh bechara
Tujhe ye bhi main bataa doon
rahega woh aawara

Milne ka jab main boloon
deta koi bahaana
Kehta hai har kisi ko
uska hi woh deewana

Kadar na jaane, daiyaa na jaane re
Kadar na jaane, saiyaan na jaane re
Kadar na jaane, kadar na jaane
Hui baimani re

Aankhon ke padh na sakey jo ishaare
Aise nikammon se dil na laga re
Jhoothi ye kasmein hain, jhoothe ye laarey
Bhaad mein jaayein ye saare ke saare

Abhi tu sunti jaa rahi hai
kahein jo uski aankhein
Phir na aaengi samajh me
samajhdaari ki baatein

Abhi dekhe tu uske sapne
wahi teri kahaani
Aur bewajah phirey tu
ban ke uski deewani
Par woh toh

Kadar na jaane
Daiyaa na jaane re, kadar na jaane
Saiyaan na jaane re, kadar na jaane
Hui baimani re

Na jaane, na jaane, kadar, kadar
Na jaane, na jaane, kadar na jaane
Hui baimaani re.

Leave a Comment